Welcome

You are most Welcome to the blog of Krish Sudhanshu. Keep visiting. :)

Friday, December 26, 2008

Zindgi Doston Se Hai....

Khushi bhi doston se hai
Gam bhi doston se hai
Takraar bhi doston se hai
Pyar bhi doston se hai
Roothna bhi doston se hai
Manana bhi doston se hai
Baat bhi doston se hai
Misaal bhi doston se hai
Nasha bhi doston se hai
Shaam bhi doston se hai
Zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai
Zindagi main mulakaat bhi doston se hai
Mohabbat bhi doston se hai
Inaayat bhi doston se hai
Kaam bhi doston se hai
Naam bhi doston se hai
Khyal bhi doston se hai
Armaan bhi doston se hai
Khvab bhi doston se hai
Maahol bhi doston se hai
Yaadein bhi doston se hai
Mulakaatein bhi doston se hai
Sapne bhi doston se hain
Apne bhi doston se hai
Ya yoon kahoon yaro Apni to duniya hi doston se haiii
At the close of another year,
i pause 2 wish u Merry Christmas & a very hpy & prosperous new year 2 come.
Keep Reading & Enjoying.
Lots of Love & Luck...
Krish Sudhanshu

Ek Anokhin Kahani.

Dis is a miracle that happened recently at Patna.

A boy named Vishal n girl named Janavi luved sincerely.

Dey used 2 chat on mobile 4 hrs. I

n order 2 reduce d expenses,

both got same network sim.

D guy went abroad 4 a month due to his work.

D girl died in an accident.

D girls last wish was 2 bury her along wid her mobile.

After a month d guy cald d girlz mom n said 'Aunty i'll b comin 2mrow.

I want dis 2 b a surprise, so dont tel jaanu'.

D lady dint kno wat 2 say.

D next day d guy came & askd abt jaanu.

Dey tol him abt her death but he said 'dont joke, I spoke wid her yesterday'.

Nobody believed.

Suddenly the guy's mobile rang n displayed " jaanu calling".

He activated d speaker.

It was cleary jannu's voice.

Den dey realised that girl was using vodafone sim.

"wherever u go d network follows".

I LOVE MY CITY PATNA

kya Yaad aata hai wo patna
Wo khetan market ka sama,
patna market ki chat,
Wo candies ki ice cream,
Wah usme thi kuch baat.
Wo cozy ki mithai,
wo chanan ka dosa
Wo chane ke saath litti aur saalimaar ka samosa.
Wo bike ka safar,
wo boring road ki hawa,
Wo botanical garden ki raunak aur rajendra nagar ka sama.
Wo Gandhi maidan mein cricket aur harne pe jhagra,
Wo kankarbagh ke muhalle aur muhallon mein bhatakna
Yaad aata hai wo patna.
Wo January ki kadake ki sardi,
wo baarishon ke mahiney,
Wo garmi ke din,
jab chhutate they paseeney.
Wo dusehre ki dhoom,
wo chatth mein shradda,
Wo holi ki masti,
wo doston ki toli,
Wo diwali ke patakhe aur janmashtmi ki roli.
Wo sabji baug ki galiyan ,
wo nortedame,
convent ki ladkiyan.
Wo rejent ki balcony aur wo ashoka ka sound,
Wo patna college ki kudiyan aur unki jodiyan,
wo maurya mein baithna aur dakbangle pe police ka pakarna
kya tumhe yad ata hai???
Mera Patna.